Kids Riddles - Adult Riddles - Bachon ki Paheliyan

Bachon ki Paheliyan in Urdu with Answer || Urdu Kids Riddle || Puzzles for Kids

Download Urdu Riddle For Children 

 


Dho Chiriyan Rakhti hain Par
Kabhi nah chorein apna ghar

جواب:پلکیں



Chaar andaaz mein ik hi shay
rahy jamy orahy aur bay

جواب:پانی  برف بخارات
Download Urdu Riddle For Childre

Charay nakh par pakray kaan
bolo bacho kon sheetan

جواب:عنیک



Mathi mein wo lakhon aen
gan kar hum kesy samjain

جواب:ریت کے ذرے



kehty hain is ko ata jata
nah wo jata nah wo ata

جواب:راستہ



bina pair mein chalta hun
bina taal mein jalta hun
ujalay ko bikhairta hun
andharay ko dhoor karta hun

جواب:سورج
Download Urdu Riddle For Children 

Charoon tarif hai majood
sab ko hai yeh mehboob

جواب:ہوا



Shair shair mein iski Oraan
lahore sher hai is ki peachan

جواب:پتنگ



Khud hilay dosron ko hilaye
is ka halna maan ko bhaye

جواب:پنکھا



Duniya mein ik sher ka name batein jisy ulta likhney say ik parinday ka name ban jata hai?

جواب:روم...مور
Download Urdu Riddle For Children 

ik ustaad aesa khilaye
ap nah boly sabaq parahye

جواب:کتاب



mein ik paal hun khata metha
bachy shauq sy khaty hain
akhri dono haraf mitha kar
sabzi mujko banaty hain

جواب:آلوچہ



Mein nay ik parinda dekha
chalty chalty thak gaya
chaqo lay kar gardan kati
phir sy chalny lag geya

جواب:پنسل



Rang barangi chapail chabali
sukh basanti audhi neeli
bana teer kay ik kamaan
jisko dekhy ik jahaan

جواب:قوس قزع



ik ghar kay do hain larky
zoor dikhaty khel kabhi nah inko larty dekha aesa hai inka mail

جواب:چاند اور سورج



Aba jaan ik daba laye
Nah paye nah kuch khaye 
kaan maroor foraan bolay
duniya bar ki sair karaye

جواب:ریڈیو
Download Urdu Riddle For Children 

ik jadughar ka hai kamaal
daaly sabaz, nikaly laal

جواب:پان



ghoori hai ya kaali hai
chup kar rehny wali hai
jab say pakri jati hai
apni jaan ganwaati hai

جواب:جوں

i hope apko Download Urdu Riddle For Children  aur urdu puzzles for kids pasand i hoon gyi agr ap achi lagy to baqi meri website ki post jo almost bachon ki paheliyan in urdu with answers k sath hain unko  b read kr lean.

Thanks for visting


Post a Comment

0 Comments