Islamic Moral Stories in Urdu
Badshah Wazeer Story
Badshah Nay Apny Wazeer ko HukamnDia kay Wo in Teen Sawalon kay Jawab ik Hafty Ky Andar Andar Batye warna osko Saza a Mout Sunai Jaye gyi Wazeer ny Sab sy Prhly Duniya ki Bari Sachai Jannay ky Liyr Mulk ky Tamam Danishwaron Ko Jama Kia
Aur In Say Sawalat ky Jawab Mangy unno ny Apni Apni Naykiyan Batai Lakin Kisi ki Naykiyan Bari aur Kisi ki Choti Nikli lakin sab sy bari Sachai ka Pata na Chal Saka is ky baad wazeed ny Duniya ka Sab sy Bara Dhoka Jannay ky Liye Tamam sy Tazkara Kia Sb nay Apni Apni bat batai Lakin wazerr ka Dil Razi na Huwa
Akhir Jab osy Jawab na Mila to Behs Badal kay Farar hogya aur Chalty Chaltu Raat Hogai isi Duraan isko ik Kisaan Nazar aya jo Zameen Khod Raha tha, Kisaan Nay Wazeed ko Peachan Lia Wazeer nay apni muskil Batai jisy Sun kar Kisan ny Wazeer ko Jawab kuch Asy Diye
1:Duniya ki Bari Sachi Mout ha
2:Duniya ka Bara Dhoka Zindagi Ha
3:Teesray Sawal ka Jawab Batany sy Pehly Kisaan nay kaha agr mein Tumry Sarey Sawal ka jawab dy du ga to Mujy kia mily ga yeh Sun kay Wazeer ny isy 20 Ghoron ka Kaha
Lakin Kissan ny Offer Qabool na ki, Wazeer ko Adhi Hakamot ka Malak Bannay ko Kaha, Wazeer jany laga to kisan Bola agr Bhag jao gy to Badshah ky Bandy Tuamara Peacha krty Rahein gy aur Agr Palto gy to Jan sy Jao Gay yeh Sun kar Wazeer ny Kisaan ko Adhi Hakomat ki Offer ki Magar
Kisaan Ny leny sy inkar kr Dia, Achanak ik Kuta aya aur Peyaly mein Rakha Dhodh mein Say Half Pi gaya aur Chala Gaya, Kisaan Nat kaha Mujy Tumri koi Dholat Nahi Chaye Tum Bas Dog ka Piya huwa Dhodh pi lo to mein Tumry 3 Sawal Ka Jawab Day Dunga
yeh Sun kar Wazeer Ghabra Gaya Magar is ny Apni Mout aur Jaosos Kay Dar Say is Nay Wazeer ny Wo Dhodh pi Liya, Wazeer Nay Dhodh pi kar Kisaan Sy Apny Sawal ka Jawab Manga to Kisan ny Kaha " Duniya ki Sabse Methi Chez Insan ki Gharaz ha Jis ky liye wo Zaleel Tareen Kam bi Kr Jata hai"
Umeed hai Apko Islamic Moral Stories in Urdu achi lagi hogi mazeed Urdu Story ky hamri Website ki baqi post b check kren wo b apko pasand aen gyi aur coment kr ky lazmi batana ky apko story kesi lagyi
Thanks For Visiting
3 Comments
kamal
ReplyDeleteGreat 👍
ReplyDeletenice
ReplyDelete