Top 20 Urdu Ghazal Shayari - Best Urdu Ghazal Collection - Urdu Ghazal Poetry

Top 20 Urdu Ghazal Shayari - Best Urdu Ghazal Collection - Urdu Ghazal Poetry


Assalamualaikum Yeh post ap logon kay boht khas hony wali ma kiyn ka ma ap k liye urdu shayari ki best ghazal lay kr aya hun jo kay boht popular hain aur apko boht zyda pasand any wali hain, yeh pictures mane khud decorate ki hain ta kay ap log sakon sy urdu hindi mein in ghazal ko read kr sakein.

Jesy Har Zehn ko Zanjeer sy Dar Lagta ha
per o murshid mujy har peer sy dar lagta ha
Muqtab fikar ki Bihatat jahan hoti hai
Tarhama Teek ha Tafseer sy Dar lagta ha
Jis mein Taqder Badalny ki Saholat na mily
aesi likhi hui taqdeer sy dar lagta ha
jis say chup chal zameeron ko sulaya jaye
aesy kam zaraf ki tadbeer sy dar lagta ha
Har Lafaz ko kagaz par otara nahi jata
har Name sar a aam pokara nhi jata
hoti hain mohabbat mein kai raaz ki batein
Wesy hi to is khel mein hara nahi jata
Tab tak nahi kholty kabhi Israr Mohabat
Jab tak koi is Raa ma Mara Nahi jata
Yo Hasraton kay Daag Mohabat ma Dho liye
Khud Dil say Dil ki Baat Kahi aur Roo Liye
Ghr Sy Chaly thy hum to khushi ki Talash ma
Gham Raa ma Khary thy wohi Sath Ho Liye
Murja Chuka ha Phir bi yeh Dil phol hi hai
Ab Apki khushi isy Kanton ma Toliye
Honton ko si Chuky to Zamnay nay yeh Kaha
Yej Chul si kiyn lagi ha ahji kuch to boliye
Kabhi Khud par kabhi halat pr Rona Aya
Baat nikli to har ik bat par Rona Aya
Hum to samjty thy hum bhol gay hain
inkl kiua huaa aj yeh kis bat par rona aya
kis liye jeety hajn hum kis kay liye jeety hain
barha asy sawalaat pay rona aya
kon rota ha kis aur ki khatir Ah dost
sab mo apni hi kisi bat py rona aya
Koi khas dost ya aam dushman nahi
sab hi ko hafzy ma rakhta hoon
kisi ko dol qareen nahi krta
ab sab ko fasly py rakhta hun
daga nahi balky wafa krty hain jo
in logon ko qaflay mein rakhta hoon
jo munafiq pasht mein khanjar ghompy
inein chorny kay husaly rakhta hoon
jo mohabbat kay badly mohabat bantein
bas in say ghairy rabtay rakhta hoon
Phir sawan rut ki poon chali tum yad aye
phir paton ki pazai  biji tum yad aye
phir konjain bolein ghass kay hary samandr mein
rut ai peely pholon ki tum yad aye
Pehly To mein cheekh kay Roya aur phir hansny laga
badal girja bijli chamki tum yad aye
din bhar to mein duniya k dhondon mein khoya raha
jab deewar say dhop dali tum yad aye
Dono jahan teri mohabbat Mein har Kay
wo ja raha ha koi shab gham guzar kay
ik fursat guna mili wo b char din
dekhy hain humne husalay parwardigar kay
duniya ny Teri yad say begana kr dia
tujse bhi dil fareeb hain gham rozghar kay
bholy say muskuara to diye wo aj faiz
mat pocho walwaly dil nakardakar kay
barson ki bat ha kay ji mein i thi
mein sochta tha tujse kahon chor kia kahon
ab kon kn shikasta mizaron ki bat laye
mazi pay apni hal ko tarjee kiyn na dun
matum khazan ka ho kay baharon ka, ik ha
shahid na phir mily teri ankhon ka yeh fason
jo shama intazar jali thi bojaen hum
ao kay jishan marg mohabbat manein hum
Naya ik rista paida kiyn kren hum
bicharna hai to jhagra kiyn kren hum
khamoshi sy ada ho rasm dhori
koi hungama barba kiyn Karen hum
yeh kafi ha kay hum dushman nahi hain
wafadari ka dawa kiyn karen hum
huamari hi tamana kiun kro.tum
tumari hi tamana kiyn kren hum
Lipti hui kharan tabiyat ka kia bana?
Ayy Skahs tery dil ki iziyat ka kia bana?
ay sakhs tery ghary talaq kahan gy?
ay sakhs teri pehli mohabbat ka kia bana?
Is ki wafa na meri wafa ka sawal tha
dono hi chup thy sirf ana ka sawal tha
majbor hum thy aur wo mukhtar tha magr
dono kay beach dast dua ka sawal tha
dana mujy meri azal say ghazal ki talash thi
yeh Meri zindagi ki ada ka sawal tha
Yaar sarey hi barey dil kay mily hain mujko
jab wo bi dua dety hain mujy zakham bara dety hain
haye wo log tery hijar kay marey huey log
apny hony ko na hony ki saza dety hain
hum hain ghorbat mein guzry huey ayam jiny
log jab takht pay aty hain bula dety hain
Badal dia hum ny naraz hony ka tariqa galab
rothny k bajye hum hum zara sa muskara dety hain
Itny bikar gy hain tujse kay hum
ab khob hain kay khud mein paly nahi jaty
ansu baha rhy hain apni hi zaat par
yun yar musibat ma daly nahi jaty
had sy guzr gy hain masly batana is ko
kuch hal hain jo tujse nikaly nahi jaty
aur ji rhy hain aj jo hum yeh tarap tarap kay kuch dard hain jo dil ma sambaly nahi jaty
is sher munafiq sy tang a gya hun mein
ao kisi gaon ma kachy makhan lety hain
bakhs jab tery ikhtair ma ha khudaya
phir log kiyn itny imtihan lety hain?
Khushgaman jisny kia tha wo gaman tot gya
jab ankh kholi ankh to khuwabon ka saman tot gya
ik talaq tha nigahon say na dil tak poncha
meine jora rha kahan aur kahan tot gya
ik bar to dil barey zor sy darka yaro
jism mein asy laga rista a jahan tot gya
Suno meri jaan
yad rakhna, ik din tum ro paro gyi
sirf yeh soch kar, kay koi zidi sa chahny wala tha
pata nahi kahan chala gaya, zid chor kar
Suno jana
Tarso gy tum bi ik din yeh soch kar
kay wo apna bhi na tha aur ehsas
bi apno say zayda krta tha phir
khob rona kiy  kisi ko taklef day kar
khuf ko bi sakoon nahi ata
Raat yoon dil mein teri khoi hui yad ai
jesy veerant mein chupky sy bahar ajye
jesy sahraon mein oly say chaly bad a nasem
jesy bemar ko bewajha qarar a jye
Is say pehly kay bewafa ho jaen 
kiyn ma aye dost hum juda ho jain
to bi heeray sy ban gaya pathar 
hum bi kal najany kia sy kia hojaen
hum bi majboriyon ka ozar kren
phir kahein aur mubtala ho jaen
bandagi hum ny chor di faraz
kia kren log jab khuda ho jaen

Thanks for Reading.....

Post a Comment

0 Comments