20+ Famous Urdu Ghazal - Sad Urdu Ghazal - Urdu Ghazal Collection 2024

Assalamualaikum Umeed karta hun ap sblog teek hon gy is post ma ap k liye laye hain 20+ Famous Urdu Ghazal - Sad Urdu Ghazal - Urdu Ghazal Collection 2024 jo kay apko bohot Pasand aen gyi,last tak parna aur baqi b posts ko lazmi read kijiye ga.Shukria

Nahi Hai Shikwa Mujy Kisi ki Berukhi par
Shahid Hm hi na thy dilon ma basny k qabil
Anaein Tham bi jaen to kabhi wapis mat ana
Jaha pr tm ko rakha tha waha ab sbr rkha ha
Sab Mery Begair Mutmain Hain
Mein Sab kay begair ji raha hoon
Kia hai jo badal gai hai duniya
mein bi to boht badal gaya hoon
Roya hoon to apny doston mein
par tujse say to hans kay hi mila hoon
kal par hi rakho wafa ki batein
mein aj boht baja huwa hoon
Sunaheri Dhoop bi ho, Baraf, kosar bi ho
jahan lay hum hoon wahan girta abshar b ho
ajeeb ankhon say dekha hai to nay aj mujye
kau jesy mujpr tujy shak bi, eitbar b hoo
Kabbi Lafz bhol jaon, kabhi bat bhol jaon
Tujy js qadar chahon kay apni zaat bhol jaon
Oth kar kabhi jo tery pas sy chal doon
Jaty huey khud ko tery pas bhol jaon
Kesy kahoun tm say ky kitna chaha ha Tumy
Agr kehny par tm ko aoun to alfaz bhol jaon
inko bi hm sy wesi hi mohabat ho zarori to nahi
ik c dono ki halat ho zaroori to nahi
dil kay arman to kai khuwab jhaga dety hain
haan magar sath qismat b ho zarori to nahi
meri tanhaiya  karti hain yad jiny hamesha
inein bi meri yad ati ho zarori to nahi
rony say hota ha biyan dil gham
han mujy muskurany ki b adadt ho zarori to nahi
Yaad kar kay mujy taklef hi hoti hogi
ik qisa hoon purana sa bhula dy mujko
doobty doobty awaz teri sun jaon
akhari bar to sahil say sada dy mujko
Log kehty hain kay ishq nigal jata ha
mein bi is ishq mein aya hon dua dy mujko
Yehi auqat hai meri tery jeewan mein kay
mein koi kamzor lamha hoon bula dy mujko
Juda hony waly kay mausam mein juda hona b parta ha
jesy muskil say paya ho khona b parta ha
mujy nend nahi ati is ki yad any k baad
magar ik kho  kay lalach mein phir sona parta ha
hamesha hansta rehta hoon chupa kay gham mohabbat kay
Na magar jab is ka name aye tu mujy rona b parta ha
Pasand aur Mohabbat
Pasand sakhs sy dil bar skta ha lakin jis
say mohabat ho na os say dil nahi bar sakta
yehi farq hota ha pasand aur mohabat Mein
pasand badalti Rehti ha jabky mohabbat kabhi nahi badalti aur sachi mohabbat karna har kisi kay bas ki baat nahi hoti
Ojray logon ko kabhi ojara nahi karty
Jahan dil lag jaye phir kinara nahi karty
Tm nay mujy chora tha to phir sun aye sakhs
Eitbar agr tot jaye to phir dobara nahi karty
tune sumbal kay rakhi hain sab hi nishaniyan lakin
sahary nishaniyon kay kabhi guzara nahi karty
manzar to sab haseen thy apni mohabbay kay magar
mohabbat mein kisi gair ki taraf ishara nahi karty
Mujse say milty Hain to milty hain chura kay ankhein
phir wo kis liye rakhty hain sija kay ankhein
mein iny dekhta rehta hoon jahan tak dekhon
ik wo Hain jo dekhy na otha kar akhein
is jhaha aj betha hoon akela yaro
jis jhaga chor gay thy wo mila kay ankhein
mujse nazrein wo aksar chura lety Hain farz
meine kagaz py bi dekhein hain bana kar ankhein
Aye dil tujy qasam hai to himat na harna
din zindagi kay jesy bi guzry guzarana
Ultat kay rasty mein mily gy hazar gham
ban jaye jaan par bi to gham say na harna
rony sy kam na Hoon gyi kabhi teri muskaly
bigry huey naseeb ko hans kay sawarana
duniya sitam kary to na krna koi gila
jo tery ho chuky Hain in ko to pukarana
Mohabbat Phol hoti hai kahao to phol ban jaon
tumari zindagi ka ik haseen asool ban jaon
suna ha rait pay chal kay tum aksar mehk jaty ho
kahao to ab kay bar mein zameen ki dhol ban jakn
bohot niyab  hoty hain jiny tum apna kehty ho
ijazat do ky mein b is qadar anmol ban jaon
Ehsas mohabat ma meri zaat par rakh do
tum aesy karo hath mery hath py rakh do
malom ha dhadkan ka taqaza bi ha lakin
yeh bat kisi khas molaqat py rakh do
har waqt tumhary bi tasawar mein raho ma
jadu sa koi mery khiyalat py rakh do
Ik chota sa khuwab tha jo pora nahi huwa
wo sakhs mera ho kar bi mera nahi Huwa
Aj bi yeh yad karty huey rota hoon
kiyn kisi aur ka ho aur mera na huwa
yadein bohot hasen thi hamry safar ki
na jang kiyn wo mera humsafar nahi huwa
bohot kosis ki kay ji loon is kay begair
par na jany kiyn  mujse sabar nahi huwa

Aqalmand aur bewaqof Aurat
Mohabbat karny wala mard aurat ki zindagi mein sirf ik bar ata hai samjdar aurat isy piyar mohabat aur farmadari sy apny sath rakhti hai aur bewaqof aurat apni ana aur zid ki wajse isy kho deti hai aur sari zindagi pachtati rehti hai
Duniya tumrahy begair agar yeh dekhna chahty ho kesi Hogi to dekh lo kay jo log mar gaye hain in kay begair kesi hai.
Jo Ansu na hoty ankhkn mein
to ankhein itni khobsurat na hoti
jo dard na hota dil mein
to khushi ki qimat pata na hoti
jo bewafai na ki hoti waqt nay
to wafa ki kabhi chahat na hoti
agar sochny say puri ho jati muraday
to dua ki chahat na hoti.
Meri ankhon mein uska chehra hai
jis ka mery din rat pay pehra ha
sakhs kitna hi dhor kiyn na betha ho
wo sakhs os say mera rista otna hi ghaira ha
aur kitny hi aye àur chaly gaye magar
wo sakhs pehla aur akhri Tehra hai
Wasi Shah:
Samj nahi ati wafa kren to kis sy karen wasi
mati say bany log kagz ky tukron py bikty ha
Tanha Abbas:
khata aur wafa mein farq itna ha abbas
khata har kisi say hoti hai wafa kisi sy nahi
Mirza Ghalib:
Hum ko in say ha wafa ki umeed
jo nahi janty wafa kia ha
Ahmad Faraz:
Yeh wafa to in dino ki bat ha faraz
jb makan kachy aur log sachy huwa krty thy
Zindagi Hum tery kund zehn say shagird
jiny kuch sawalat samjny ma boht dair lagi
Kon dushman hai aur kon dost yahan
hum kl halat samjny ma bohot dair lagi

Thanks For Reading....

Post a Comment

0 Comments